Hindi Attitude Shayari for Boys
भाई बोलने का हक़ मैंने सिर्फ दोस्तों को दिया है
वरना दुश्मन तो आज भी हमें बाप के नाम से पेहचानते है
Bhai kehne ka haq maine sirf doston ko diya hai
Warna dushman toh aaj bhi humein baap ke naam se pehchaante hai.
हम भी नवाब है लोगों की अकड़ धुएँ की तरह उड़ा कर
औकात सिगरेट की तरह छोटी कर देते है
Hum bhi nawaab hai logon ki akad dhuein ki tarah udaa kar
Aukaat cigarette ki tarah choti kar dete hai.
कुत्ते भौंकते है ज़िंदा होने का एहसास दिलाने के लिए
जंगल का सन्नाटा शेर की मौजूदगी बयाँ करता है
Kutte bhonkte hai zinda hone ka ehsaas dilaane ke liye
Jungle ka sannaata sher ki maujudgi bayaan karta hai.
परख न सकोगे ऐसी शख़्सियत है मेरी
मैं उन्हीं के लिए हूँ जो जाने क़दर मेरी
Parakh na sakoge aisi shakhsiyat hai meri
Main unhin ke liye hoon jo jaane qadar meri.
खौफ तो आवारा कुत्ते भी मचाते है
पर देहशत हमेशा शेर की ही रहती है
Khauf toh aawaara kutte bhi machaate hai
Par dehshat hamesha sher ki hi rehti hai.
GIPHY App Key not set. Please check settings