New Attitude Shayari Image
मेहबूब का घर हो या फरिश्तों की हो ज़मीं
जो छोड़ दिया फिर उसे मुड़ कर नहीं देखा
Mehboob ka ghar ho ya farishton ki ho zameen
Jo chod diya phir use mud kar nahi dekha.
औकात नहीं थी ज़माने की जो मेरी क़ीमत लगा सके
कबख़्त इश्क़ में क्या गिरे मुफ़्त में नीलाम हो गए
Aukaat nahi thi zamaane ki jo meri qeemat laga sake
Kambakht ishq mein kya gire muft mein neelaam ho gaye.
आग लगाना मेरी फितरत में नहीं है
मेरी सादगी से लोग जले तो मेरा क्या कसूर
Aag lagaana meri fitrat mein nahi hai
Meri saadgi se log jale toh mera kya kasoor.
ज़लज़ले ऊँची इमारत को गिरा सकते नहीं
मैं तो बुनियाद हूँ मुझे कोई खौफ नहीं
Zalzale unchi imaarat ko gira sakte nahi
Main toh buniyaad hoon mujhe koi khauf nahi.
हाथ में खंजर ही नहीं आँखों में पानी भी चाहिए
हमें दुश्मन भी थोड़ा ख़ानदानी चाहिए
Haath mein khanjar hi nahi aankhon mein paani bhi chaahiye
Humein dushman bhi thoda khaandaani chaahiye.
GIPHY App Key not set. Please check settings